Holi Re Rasiya Coke Studio Lyrics – Bharat (2023)

Holi Re Rasiya Coke Studio Lyrics was written by Kausar munir holi re rasiya sung by singers Maithili Thakur, Ayachi Thakur, Rishav Thakur, Abhijay Negi, Siddhant Sharma music composed by mahan sehgal

Song Details:
Music: Mahan Sehgal
Singer: Maithili Thakur, Ayachi Thakur, Rishav Thakur, Abhijay Negi, Siddhant Sharma
Lyrics: Kausar Munir
Song: Holi Re Rasiya
Label: Coke Studio India

Holi Re Rasiya Coke Studio Lyrics

Aaj biraj mein
hori re rasiya
Aaj biraj mein hori

Aaj biraj mein hori re rasiya
Aaj biraj mein hori re rasiya

Hori re rasiya
borjori re rasiya

Hori re rasiya
borjori re rasiya

Udta gulal lal
bhai baadal

Kesar rang mein
budi re rasiya
Oo kesar rang mein
budi re rasiya
Aaj biraj mein hori

Buda na maane
holi hai raja
Gusse ko peeja,
bol rang ki bhasha
Jahan se main
aata waha aaye din
Koyi kiska gubbaara maare
Lekin aaj din pyaara
Kyonki aaj tyahar aur
Mood dildaar
dikhe bhaiyo ka 4 aur
Gulal dala jeb mein
hai pucchhe pade 4 aur
Hanji aaj briz ki
holi bonri hardcore

Park aur moholle
ki galliyon
mein bhagre hai bheege
Papa ke matho
pe rango ke tikke
Sab gaare dil se
aur sab rangeen hai
Na koi kiske upar na
koi kisike neechhe

Bheega aaya ghar
mein gujiya khane oh
Wapas bhara gubbaro
mein paani oh

Hai khili gilli mitti
mein bhi holi ooh
Rango ke neechhe
ni dikhai jaati
Hamari woh zidd hai
Rang jo na mete
bhaang se na hile
Launde katil hai
Jahan bhi ho rahi
tafri bade shamil hai
Bahana chahiye bas
khulegi bottlein
Aaj hawa mein rang
hai toh roko samay
Iss bhole mein dum
hai toh beete paare

Tyaharo pe yaad aati
hai ek ghar ki hai
Jahan bepanwah pyaar
hai humein bhook hai
Toh bhole rah lunga bhookha
Nishana kabhi na chuke
Jhoomo khele jayo
koi ni dekh raha hai
Picchhkari moti hai
koi nehi bach paaye
Hai muh pe pakka rang
aur use pata bhi ni bhai
Tera bhai sidhe maut

Morrey saayya jo palat ke
Hori mein khelungi datt ke

Morrey saayya jo palat ke
Hori mein khelungi datt ke

Unke peechhe main chupke se jaake
Yeh gulal apne tan se laga ke

Rang doongi unhein bhi lipat ke
Hori mein khelungi datt ke
Morrey saayya jo palat ke
Hori mein khelungi datt ke

Naa chota na mota naa
kaala na gaura
Naa jaati na paani
na kaun kiska pauta
Sabke lagenge rang
kaun humko rauka
Yeh holi ka season hai
aa ish mein khoja
Saath apne milke
yeh rangon ka tyahaar
Khushiyon mein khilke
yeh rangon ka tyahaar
Tukdo ko silke
yeh rangon ka tyahaar
Laa mujhko bill de
yeh rangon ka tyahaar

Thumuk thumukke fagun aaya
Sang sang laaya thumri

Raag rang mein bheega gamsaa
Bheeg gayi re chunri

Thumuk thumukke fagun aaya
Sang sang laaya thumri

Raag rang mein bheeg gayi re
Nagri hamri tumhri

Kyon ke

Aaj biraj mein AAaaaa
Aaj biraj mein AAaaaa
Aaj biraj mein AAaaaa
Aaj biraj mein

Leave a Reply