Sandese aate Hai Lyrics – Border

Sandese Aate Hain Lyrics,sandese aate hai lyrics in English,sandese aate hai lyrics in Hindi,lyrics of sandese aate hai,music by anu malik,Humein Tadpaate Hai Jo Chitthi Aati Hai Woh Poochhe Jaati Hai Ke Ghar Kab Aaoge, Ke Ghar Kab Aaoge

Song Credits:
Song : Sandese Aate Hai-Ke Ghar Kab Aaoge
Singers : Sonu Nigam & Roop Kumar Rathod
Music : Anu Malik
Lyrics : Javed Akhtar
Label Credit & Video : Venus Movies

Sandese Aate Hain Lyrics in English

Sandese aate hain,
hamein tadpaate hain

Jo chitthi aati hai
woh poochhe jaati hai

Ke ghar kab aaoge,
ke ghar kab aaoge

Likho kab aaoge
Ke tum bin yeh
ghar soona soona hai

Sandese aate hain,
hamein tadpaate hain

Jo chitthi aati hai
woh poochhe jaati hai

Ke ghar kab aaoge,
ke ghar kab aaoge

Likho kab aaoge
Ke tum bin yeh
ghar soona soona hai

Kisi dil waali ne,
kisi matwaali ne

Hamein khat likha hai
Yeh humse poochha hai

Kisi ki saanson ne,
kisi ki dhadkan ne

Kisi ki choodi ne,
kisi ke kangan ne

Kisi ke kajre ne,
kisi ke gajre ne

Mehakti subahon ne
Machalti shaamon ne

Akeli raaton mein,
adhoori baaton ne

Tarasti baahon ne
Aur poochha hai

tarsi nigaahon ne
Ke ghar kab aaoge,

ke ghar kab aaoge
Likho kab aaoge

Ke tum bin yeh dil
soona soona hai

Sandese aate hain,
hamein tadpaate hain

Jo chitthi aati hai
woh poochhe jaati hai

Ke ghar kab aaoge,
ke ghar kab aaoge

Likho kab aaoge
Ke tum bin yeh
ghar soona soona hai

Mohabbat waalon ne
hamaare yaaron ne

Hamein yeh likha hai,
ki humse poochha hai

Hamaare gaaon ne,
aam ki chhaaon ne

Puraane peepal ne,
baraste baadal ne

Khet khalihano ne,
hare maidano ne

Basanti belon ne,
jhoomti belon ne

Lachakate jhoolon ne,
dahakate phoolon ne

Chatakati kaliyon ne
Aur poochha hai,

gaaon ki galiyon ne
Ke ghar kab aaoge,

ke ghar kab aaoge
Likho kab aaoge

Ke tum bin gaanv
soona soona hai

Sandese aate hain,
hamein tadpaate hain

Jo chitthi aati hai
woh poochhe jaati hai

Ke ghar kab aaoge,
ke ghar kab aaoge

Likho kab aaoge
Ke tum bin yeh
ghar soona soona hai

Kabhi ek mamta ki,
pyaar ki Ganga ki

Jo chitthi aati hai,
saath woh laati hai

Mere din bachpan ke,
khel woh aangan ke

Woh saaya aanchal ka,
woh teeka kaajal ka

Woh lori raaton mein,
woh narmi haathon mein

Woh chaahat aankhon mein
Woh chinta baaton mein

Bigadna upar se,
mohabbat andar se

Kare woh devi Maa
Yehi har khet mein

poochhe meri Maa
Ke ghar kab aaoge,

ke ghar kab aaoge
Likho kab aaoge

Ke tum bin aangan
soona soona hai

Sandese aate hain,
hamein tadpaate hain

Jo chitthi aati hai
woh poochhe jaati hai

Ke ghar kab aaoge,
ke ghar kab aaoge

Likho kab aaoge
Ke tum bin yeh
ghar soona soona hai

Aye guzarne waali hava bata
Mera itna kaam karegi kya

Mere gaanv ja mere doston ko salam de
Mere gaanv mein hai jo woh gali

Jahan rehti hai meri dilruba
Use mere pyaar ka jaam de

Use mere pyaar ka jaam de
Wahin thodi door hai ghar mera

Mere ghar mein hai meri boodhi Maa
Meri Maa ke pairon ko chhoo ke tu
Use uske bete ka naam de

Aye guzarne waali hava zara
Mere doston, meri dilruba

Meri Maa ko mera payaam de
Unhein ja ke tu yeh payaam de

Main waapas aaunga,
main waapas aaunga

Phir apne gaanv mein,
usi ki chhaanv mein

Ki Maa ke aanchal se
Gaanv ke peepal se,

kisi ke kaajal se
Kiya jo waada tha woh nibhaaunga

Main ek din aaunga
Main ek din aaunga

Main ek din aaunga
Main ek din aaunga

Main ek din aaunga
Main ek din aaunga

Main ek din aaunga
Main ek din aaunga

Sandese Aate Hain Lyrics in Hindi

संदेसे आते हैं, हमें तड़पाते हैं
जो चिट्ठी आती है, वो पूछे जाती है

के घर कब आओगे, लिखो कब आओगे
के तुम बिन ये घर सूना सूना है

किसी दिलवाली ने, किसी मतवाली ने
हमें खत लिखा है, ये हमसे पूछा है

किसी की साँसों ने, किसी की धड़कन ने
किसी की चूड़ी ने, किसी के कंगन ने

किसी के कजरे ने, किसी के गजरे ने
महकती सुबहों ने, मचलती शामों ने

अकेली रातों में, अधूरी बातों ने
तरसती बाहों ने और पूछा है तरसी निगाहों ने

के घर कब आओगे, लिखो कब आओगे
के तुम बिन ये दिल सूना सूना है
संदेसे आते हैं…

मोहब्बतवालों ने, हमारे यारों ने
हमें ये लिखा है, कि हमसे पूछा है

हमारे गाँवों ने, आम की छांवों ने
पुराने पीपल ने, बरसते बादल ने

खेत खलियानों ने, हरे मैदानों ने
बसंती बेलों ने, झूमती बेलों ने

लचकते झूलों ने, दहकते फूलों ने
चटकती कलियों ने, और पूछा है गाँव की गलियों ने

के घर कब आओगे, लिखो कब आओगे
के तुम बिन गाँव सूना सूना है
संदेसे आते हैं…

कभी एक ममता की, प्यार की गंगा की
जो चिट्ठी आती है, साथ वो लाती है

मेरे दिन बचपन के, खेल वो आंगन के
वो साया आंचल का, वो टीका काजल का

वो लोरी रातों में, वो नरमी हाथों में
वो चाहत आँखों में, वो चिंता बातों में

बिगड़ना ऊपर से, मोहब्बत अंदर से, करे वो देवी माँ
यही हर खत में पूछे मेरी माँ

के घर कब आओगे, लिखो कब आओगे
के तुम बिन आँगन सूना सूना है
संदेसे आते हैं…

ऐ गुजरने वाली हवा बता
मेरा इतना काम करेगी क्या

मेरे गाँव जा, मेरे दोस्तों को सलाम दे
मेरे गाँव में है जो वो गली

जहाँ रहती है मेरी दिलरुबा
उसे मेरे प्यार का जाम दे
उसे मेरे प्यार का जाम दे

वहीँ थोड़ी दूर है घर मेरा
मेरे घर में है मेरी बूढ़ी माँ

मेरी माँ के पैरों को छू के तू, उसे उसके बेटे का नाम दे
ऐ गुजरने वाली हवा ज़रा

मेरे दोस्तों, मेरी दिलरुबा, मेरी माँ को मेरा पयाम दे
उन्हें जा के तू ये पयाम दे

मैं वापस आऊंगा, घर अपने गाँव में
उसी की छांव में, कि माँ के आँचल से

गाँव की पीपल से, किसी के काजल से
किया जो वादा था वो निभाऊंगा
मैं एक दिन आऊंगा…

Leave a Reply