Kun Faya Kun Lyrics – AR Rahman

Kun Faya Kun Song Lyrics – AR Rahman

Kun Faya Kun Lyrics :

Ya Nizamuddin Auliya, Ya Nizamuddin Salqa
Kadam Badhaa Le, Hadon Ko Mitaa Le,
Aaja Khaalipan Mein Pee Ka Ghar Tera,
Tere Bin Khaali Aaja, Khalipan Mein
Tere Bin Khaali Aaja, Khalipan Mein

Ooooo… Ooooo…
Ooooo… Ooooo…
Ooooo…
Rangreza
Rangreza
Rangrezaa…

Ho… Rang Rezaaaa…
Kun Faya Kun
Kun Faya Kun
Faya Kun,
Faya Kun, Faya Kun, Faya Kun
Kun Faya Kun
Kun Faya Kun
Faya Kun,

Faya Kun, Faya Kun, Faya Kun
Jab Kahin Pe Kuch Nahi Bhi Nahi Tha
Wahi Tha Wahi Tha Wahi Tha Wahi Tha
Jab Kahin Pe Kuch Nahi Bhi Nahi Tha
Wahi Tha Wahi Tha Wahi Tha Wahi Tha

Woh Jo Mujh Mein Samaya
Woh Jo Tujh Mein Samaya
Maula Wahi Wahi Maaya
Woh Jo Mujh Mein Samaya
Woh Jo Tujh Mein Samaya
Maula Wahi Wahi Maaya

Kun Faya Kun
Kun Faya Kun
Sadaqallahul-Alliyul-Azeem
Rangreza Rang Mera Tan Mera Man,

Le Le Rangaayi Chaahe Tan Chaahe Man
Rangreza Rang Mera Tan Mera Man,
Le Le Rangaayi Chaahe Tan Chaahe Man
Sajra Savera Mere Tan Barse
Kajra Andhera Teri Jalti Lau

Sajra Savera Mere Tan Barse
Kajra Andhera Teri Jalti Lau
Katra Mila Jo Tere Dar Par Se
O Maula… Maula… Aaa…

Kun Faya Kun
Kun Faya Kun
Kun Faya Kun

Kun Faya Kun
Kun Faya Kun
Kun Faya Kun
Faya Kun,
Faya Kun, 
Faya Kun, Faya Kun
Kun Faya Kun
Kun Faya Kun
Faya Kun,
Faya Kun, Faya Kun, Faya Kun

Jab Kahin Pe Kuch Nahi Bhi Nahi Tha
Wahi Tha Wahi Tha Wahi Tha Wahi Tha
Jab Kahin Pe Kuch Nahi Bhi Nahi Tha
Wahi Tha Wahi Tha Wahi Tha Wahi Tha

Kun Faya Kun
Kun Faya Kun
Sadaqallahul-Alliyul-Azeem
Sadaqa Rasulu-Hun Nabi-Yun-Kareem

Sallallaahu Alayhi Wasallam,
Sallallaahu Alayhi Wasallam
O Mujhpe Karam Sarkar Tera

Araz Tujhe, Karde Mujhe, Mujhse Hi Riha
Ab Mujhko Bhi Ho, Deedaar Mera
Karde Mujhe, Mujhse Hi Riha
Mujhse Hi Rihaaaa
Mann Ke Mere Ye Bharam
Kachche Mere Ye Karam
Leke Chale Hai Kahaan

Main Toh Jaanoon Hi Na
Tu Hai Mujh Mein Samaya,
Kahaan Leke Mujhe Aaya
Main Hoon Tujh Mein Samaya,
Tere Peeche Chala Aaya
Tera Hi Main Ek Saaya

Tune Mujhko Banaya
Main Toh Jag Ko Na Bhaaya
Tune Gale Se Lagaya
Ab Tu Hi Hai Khudaya
Sach Tu Hi Hai Khudaya

Kun Faya Kun
Kun Faya Kun
Faya Kun,
Faya Kun, Faya Kun, Faya Kun
Kun Faya Kun
Kun Faya Kun
Faya Kun,

Faya Kun, Faya Kun, Faya Kun
Jab Kahin Pe Kuch Nahi Bhi Nahi Tha
Wahi Tha Wahi Tha Wahi Tha Wahi Tha
Jab Kahin Pe Kuch Nahi Bhi Nahi Tha
Wahi Tha Wahi Tha Wahi Tha Wahi Tha

Kun Faya Kun
Kun Faya Kun
Sadaqallahul-Alliyul-Azeem
Sadaqa Rasulu-Hun Nabi-Yun-Kareem
Sallallaahu Alayhi Wasallam,
Sallallaahu Alayhi Wasallam

Leave a Reply